Mosam shabab ka
nasha sharab ka
parda janab ka
aur rang gulab ka
in main sab sey haseen to dekho
sms parhne wala “mendak talab ka"
Mere pass 1 bandar aya aur kaha,
mujhe logo ko pareshan karna hai,
maine tumhara naam bataya to usne jhapad mara,
aur kaha "BOSS" se panga nahi.
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
“Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain”
bus apni NAAK SAAF rakhna ....
Aankhon Me Sharafat,
Chaal Me Nazakat,
Dil Me Sachai,
Cheray Par Safai,
Isi Liye Tou .
Har Larki Aap Ko Pyar Se Kehti Hai
“BHAI”
Ek LARKI Ki DUA
Kasam Se Her Larkay Ko Bhola Dongi,
Sabhi Ki Tasveren Jala Don Gi,
Ek Tum Hi Raho Gay Is Dil Mein,
Balance Dalwa Do Tumhy Dua Doun Gi
Daton ko barabar ghis dalne ka
moti ke mafik chamka dalne ka
hath me cutting chay leke
sab friend log ko bol dal
"subah ho gayi mamu" Bole to gudwali morning
Cheez Bewafai se badkar kya hogi,
Gum_e_halat judai se badkar kya hogi,
Jise deni ho saza 4 saal ke liye,
B.E. ki Padhai se badkar kya hogi
Ab bhul chuka hun sab kuchh
jo yaad hain wo bhi bhula dunga
ab laut ke mere paas na aana warna
haath ka kangan gale ki phaansi bana doonga
Jawani ke din nokeelay hogaye........
Jazbaat hamaray chamkeelay hogaye..........
Izhaar-e- Muhabaat main hum dheelay hogaye........
aur un kay haath peelay hogaye........
Phulo ki mahak ko churaya nahi jata,
suraj ki kirno ko chupaya nahi jata,
kitni bhi soni ho girlfrnd apni,
dusro ki girlfrnd ko bhulaya nahi jata...